Ap log jate hoge k kabhi kabhi humere computer ka cpu chalta hai but display nahi aata. Fan b chalta hai , keyboard ki light b aata hai but display nahi. Aata. To aaj me me aap ko bataunga k kis tarha se aap us problem ko solve kar sakte hai ghar me.
To basically ye problem Ram se aata hai, so pehele aap power cable ko unplug kare. Then ram ko khole aur use achhe tarika se cleen kare. Ho sake to ek rubber k madat se uski point ko saff kare. Then ram ko motherboard me lagaye. Aur computer on kare. Computer chalu ho jayeaga.
Agar chalu nahi hua same problem huaa, to ram kharap hai. Ram ko change kar dijiyea. Naya ram laga e yea. Aap k computer on hoga.
Thank you.......
Agar koi extra information chayea to aap hume humeri whatsapp no 9776887400 pe contact kar sakte hai....

No comments:
Post a Comment