All types of Computer and Laptop software and hardware Problems solve..

Memory Card Corrupted Problems & Solved



 

sabse  pahle ye check kr le ki aapka  memory  card dead  hai ya  apke mobile phone me to koi problem nahi hai   apne mobile phone koi dusra memory card laga kr  dekhe. Agar wo thik se work kr raha hai  to  apne sd card par apko  coper se made  8 pins dikhai degi en 8 pins ko check kare  koi pin crack to nahi hai  agar enme se ek pin bhi crack ho jati hai apka sd card dead ho jayega agar apka memory card  apke mobile phone me show nahi ho raha  hai par kisi our mobile me support kr raha hai  ye problem memory card ke jyada old hone ki wajah se atti hai ese  ham apne computer se connectkr ke pehle sd card ka  backup le lenge or memory card ko format kr denge  esse apki  problem solve ho jayegi memory card ko hamesh  safe jagah par rakhe  espar kisi tarah ka weight na rakhe  nahi to sd card ke internal cricuit  crack ho jane ki vajah se sd card dead ho  jata hai .
sd card  kai  baar  data over load ki vajah se bhi  corrupt ho jata hai  esliye  hamesh  apne memory card ko  25% tak empty rahne de esse apka memory card mobile phone ko hang bhi nahi karega or  work bhi fine karega or corrupt bhi nahi hoga. Memory card  kai baar virus atack se  bhi corrupt ho jaata hai or  format karne se bhi  thik nahi  hota  ese ham apne computer me cmd  comand se repair kr sakte hai   eske liye  sabse pahle  apne computer  ya laptop se memory card connect kare  uske baad apne computer me start par click kare  or cmd  type kare ab ek new window open hogi  esme apko (chkdsk) type karke  apka sd card jis drive me ho wo type kare jaise mera  sd card (F:) drive me hai   chkdsk
·  SD card ko computer me lagaeyea.
·  Phir Start button phir Right-click.
·  Phir Command Prompt open kare.
·  Phir Type kare diskpart aur Enter ko press kare.
·  Phir Type list disk aur press kare Enter. Ek  list aayeaga  storage devices jo sab connected hoga aap k computer me.
·  phir Type select disk <the number of your disk> aur  press Enter. (jese ki : select disk 1).
·  Phir Type clean aur press Enter.
·  Phir Type create partition primary aur press Enter.
·  Phir Type active.
·  PhirType select partition 1.
·  Phir Type format fs=fat32 aur press Enter.  Kuch der bad formatting khatam ho jayegi. Formatting khatam na hone tak CMD until ko band na Kare.

Iss tarah se aap apna SD Card o repair kar sakte hai. Thankyou…….


No comments:

Post a Comment

Popular Posts