Kharab
Hard Disk Drive Ko Kaise Repair Kare Hard Disk Drive Ke Problem Ko
Kaise Solve Karte Hai No Deducted Hard Disk Ko Kaise Repair Karte Hai
Check Repair Hard Disk Drive Problems Hard Disk Me Ane Wali Problems Ka
Kaise Pata Lagaye Or Use Kaise Thik Kare Full Jankari Hindi Me.
Friends
Agar Apki Hard Disk Drive Me Kisi Tarhe Ke Problem Aa Rahi Hai Ya Apki
Hard Drive Corrupt Ho Gayi Hai Ya Computer Ko On Karne Par ”Reboot And Select Proper Boot Device”Likha Aa Raha Hai Ya “Missing Operation System” Likha
Aa Raha Hai To Ap Is Problem Ko Kaise Fix Kar Sakte Hai Me Apko Is Post
Me Bataunga To Chaliye Jante Hai Hard Disk Ki Problem Ko Kaise Check
Kare Kare Or Hard Disk Drive Ke Problems Ko Kaise Solve Kar Sakte Hai.
CHECK REPAIR HARD DISK DRIVE PROBLEMS.

· SOLVE REBOOT AND SELECT PROPER BOOT DEVICE PROBLEM.
Agar
Apka Computer On Karne Par Reboot And Select Proper Boot Device Likha
Aa Raha Hai To Apko Is Problem Ko Solve Karne Ke Liye Niche Diye Gaye
Task Ko Karna Hai.
- BOOT ORDER KO CHECK KARE :
1.
Sabse Pehle Apko Apne Computer Ko Restart Karna Hai Or Jab Apka
Computer Restart Ho Raha Ho Apko F2, Del, F8, Esc, F10 Key Me Se Kisi Ik
Key Ko Press Karna Hai Jisse Apke Computer Ke Bios Setting Open Ho Jayegi Mostly Computer Menufecturing Companies Bios Setting Ko F2 Ya Del Set Karti Hai.
2. Bios Setting Open Honge Ke Baad Apko Boot Tab Par Click Karna Hai Yani Apko Boot Setting Me Jana Hai Boot Setting Me Agar Apke First Boot Device Cdrom Select Hai To Apko Waha Par Hard Disk
Select Kar Dena Hai Kyoki Bahut Kya Hota Hai Agar Hamara Computer
Direct Shutdown Ho Jata Hai Ya Virus Infected Ho Jata Hai To Bios
Setting Change Ho Jati Hai Or Hamare Hard Disk Drive Detect Nahi Hoti
Hai.
2. Fir Apko Boot Section Me Jana Hai Or First Boot Device Me Apni Dvd/Pendrive Ko Choose Karna Hai Or Setting Ko Save Karke Computer Ko Restart Karna Hai Jab Apko Computer Restart Ho Raha Ho Apko Koi Bhi Ik Key Ko Press Karna Hai Jisse Apko Bootable Dvd/Pendrive Detect Ho Jayegi Or Ap Window Installation Par Pahuch Jayenge Yaha Par Apko Repair Your Computer Par Click Karna Hai Kuch Time Me Apki Window Repair Ho Jayegi Or Apki Missing Operating System Se Judi Problem Solve Ho Jayegi.
3. Hard Disk Select Karne Ke Bad Apko Bios Setting Ko Save Karna
Hai Or Computer Ko Restart Karna Hai Apki Hard Disk Drive Detect Ho
Jayegi Or Apka Computer On Ho Jayega Or Agar Fir Bhi Apka Compter On
Nahi Ho Raha Hai To Apko Niche Diya Dusra Task Follow Karna Hai.
Friends
Kabhi – Kabhi Hamre Hard Disk Ki Cable Loose Ho Jati Hai Aise Me Bhi
Hamare Hard Disk Detect Nahi Ho Pati Hai Iske Liye Apko Apne Computer Ke
Cabinet Ko Open Karna Hai Or Hard Ki Sata Cable Ko Tight Karke Laga
Dena Hai Or Computer Ko Restart Karna Hai Agar Loose Connection Problem
Hogi To Apka Computer Start Ho Jayega.
· MISSING OPERATING SYSTEM PROBLEM KO KAISE SOLVE KARE :
Ø FIRST METHOD.
1. Sabse
Pehle Apko Bootable Dvd/Pendrive Ko Dvd Writer/Usb Port Me Lagana Hai
Or Computer Ko Restart Karna Hai Jab Computer Restart Ho Raha Ho Apko F2
Key Ya Del Key Ko Press Karna Hai Key Ko Press Karne Se Apke Samne Bios
Setting Open Ho Jayegi.
2. Fir Apko Boot Section Me Jana Hai Or First Boot Device Me Apni Dvd/Pendrive Ko Choose Karna Hai Or Setting Ko Save Karke Computer Ko Restart Karna Hai Jab Apko Computer Restart Ho Raha Ho Apko Koi Bhi Ik Key Ko Press Karna Hai Jisse Apko Bootable Dvd/Pendrive Detect Ho Jayegi Or Ap Window Installation Par Pahuch Jayenge Yaha Par Apko Repair Your Computer Par Click Karna Hai Kuch Time Me Apki Window Repair Ho Jayegi Or Apki Missing Operating System Se Judi Problem Solve Ho Jayegi.
Ø SECOND METHOD.
Agar
Apke Pass Window Ke Bootable Pendrive Ya Dvd Nahi Hai To Ap Is Method
Ko Bhi Use Karke Dekh Sakte Hai Shayad Apki Missing Operating System Se Judi Problem Solve Ho Jaye To Chaliye Start Karte Hai.
1. Sabse Pehle Apko Command Prompt Ko Open Karna Hai Or Usme Diskpart Likhkar EnterKarna Hai.
2. Fir Apko List Volume Likhkar Enter Karna Hai.
3. Fir Apko Select Volume # Likhna Hai Or Firse Enter Kar Dena Hai #
Ki Jaghe Apko Apni C Drive Ka Number Type Karna Hai Jisme Apne Window
Install Ke Hai Select Volume # Type Karke Enter Kar Dena Hai.
4. Fir Apko Active Type Karke Commend Deni Hai Apki C Drive Active Ho Jayegi Or Fir Apko Exit Command Dene Ke Baad Computer Ko Restart Kar Dena Hai.
To Friends Is Post Me Apne Sikha Check Repair Hard Disk Drive Problems Ke Bare Me, Is Tarhe Ap Apne Computer Ke Hard Disk Drive ”Reboot And Select Proper Boot Device” Or “Missing Operation System” Problem
Ko Solve Kar Sakte Hai Apko Hamare Ye Post “Check Repair Hard Disk
Drive Problems Kaise Lagi Hume Jarur Bataye Comment Karke Agar Apko
Hamare Ye Post Pasand Aayi Ho To Ise Social Site Par Share Kare Hamare
Future Posts Ke Jankari Pane Ke Liye Hume Apne E-Mail Par Subscribe
Karna Na Bhule.



No comments:
Post a Comment