All types of Computer and Laptop software and hardware Problems solve..

Windows Error kya hai ?

Error message ek tarh ki truti hai jo kisi file ke corrept hone ya fir pc me virus ke aane ki vajah se hota hai. Yah kabhi bhi ho sakta hai, jiske karn hamare sistem me anek problem ho jati hai. Jis vajah se aapka pc slow bhi ho jata hai. Short shabd me kahe to pc me error msg show karne ka matlab aapke computer ke software aur hardware me cambination nhi ho rha hai, jis vajah se ye samasya hoti hai.
Agar is tarh ki samsya hoti hai to aam taur par sbhi log windows ko format karne ki sochte hai, But choti-choti kami se apne sistem ko bar-bar format karne par hard disk me problem ho sakti hai. Isliye windows ko hamesha format nhi karni chahiye. In errors ko aap bahut hi aasani se repair kar sakte hai

No comments:

Post a Comment

Popular Posts