1. Software problem solution in hindi-windows operating system me kabhi-kabhi virus ya kisi or problem ke karan kuch error ya mistek ho jaati he jiske karan hum computer par sahi tarh se kaam nahi kar sakte he ,
Iske liye hume windows wapas install karna padta he
2. LCD display problem solution in hindi-
Agar aapka lcd ya monitor me kuch display nahi ho raha he to sabse pahle uski cable ko check kare or yadi vo kharab ho to usko change kar ke dekhe,
Yadi isse bhi display nahi ho raha ho to CPU ko kholkar RAM ko remove kar usko saaf-clean kar wapas fit kar dijiye display aa jayega
4. SMPS box problem solution in hindi-
Computer me power supply ke liye ek SMPS (switch mode power supply) hota he,
Ye motherboard, dvd writer, hard disk, usb port, or bhi hardware me power supply karta he |
Kabhi-kabhi ismekoi fault ya anya kisi kaarn se kharab ho jaata he sabse pahlehuke isko check karke pata lagana chahiye ki ye sahi he ya kharab
Smps box ko check kaise kare-
Sabse pahle smps ko cpu or motherboard se alag karna he fir usme power cable lagani he
Ab 20 ya 24 pin conector me ya to 20 pin hoti e y 24 pin hoti he isme black wire ko green wire ke sath short karna he yadi short karne se smps box ma fan chal jaye to yah sahi he
Yadi fan nahi chalega to yah kharab he isko ya to kisi shop par repair karwa le ya fir new kharid lena chahiye
5. Motherboard repair in hindi-
sabse pahle motherboard kharab he ya nahi isko pahle check kiya jata he, motherboard ko check karne ke liye diagnostic card ka ue kiya jata he
Motherboard me power supply ko bhi check kiya jata he usme kitne voltage & signal ko check kiya jata he
No comments:
Post a Comment